logo

Bayaaz

donate usNotificationA

nauha - shahid baltistani - 2005

Marhaba Khairun - nisa

Marhaba khairun-nisa
(Marhaba khairun nisa ya zahra) x2
Bizate khairal wara ya zahra
(Marhaba khairun nisa ya zahra) x2
aisi maan jis pe meri maa qurbaanjis ke qadmo ki dhul arzo samaajis ke bete shababe ahle jinajiska shohar he qul ka qul imaanbaap fakhre ambhiya ya zahra(Marhaba khairun nisa ya zahra) x2aisi beti ke baap ki maa hetu to qalbe rasul me jaan haiteri tazim uspe lazim hejispe utra khuda ka quran haiai kaneeze kibriya ya zahra(Marhaba khairun nisa ya zahra) x2jis ne gyara imaam pale haisehne kaaba ke jo ujaale haihaye chaki ki wo mushaqat thidaste zahra mai ye jo chhale haideen jis ke ghar pala ya zahra(Marhaba khairun nisa ya zahra) x2jo khadija ke qalb ki dharkankhuld se jo mangaye pehrahantara utra jahaa salami kodo jahan me hai wo tera anganye hai tera martaba ya zahra(Marhaba khairun nisa ya zahra) x2be zaron ko waqare buzar detashna kaamo ko jame kausar detu hai kono makan ki shahzaditu zamin ko bhi aasmaan kardetu agar karde dua ya zahra(Marhaba khairun nisa ya zahra) x2tune jis qawm ki dua mangihai asar sare matami uskikhun apna bahaa rahe hai jochahiye unko teri khushnudichahiye teri raza ya zahra(Marhaba khairun nisa ya zahra) x2dil tera barsare sina bibigirta lamhon me asmaan bibibad dua tu kaheen jo kardetikhak hojata ye jahaan bibidub jaati karabala ya zahra(Marhaba khairun nisa ya zahra) x2hubbe shabbir me jo qatl huweun shaheedon ki maghfirat ke liyeteri nazre karam zaruri haitere baba rasul ke sadqekar rahe hai ilteja ya zahra(Marhaba khairun nisa ya zahra) x2roya "rehan azmi" ka qalam


likh ke qirtas par jo tere alam
karb se karbala huwa he dil
khun tapka nigah se peham

hosaka na haq adaa ya zahra
(Marhaba khairun nisa ya zahra) x2

HomebookmarkmybayaazSetting